Thursday, January 09, 2003

Saath

Ham apne liye hi jeete hein hardam,
Nahin sochte usko jo hai saath hardam,
Sulata hai jagata hai woh kya nahin karta,
Theherta hai chalta hai jab hum badhate hein kadam.
- Saagar

Hum raat ko dekha kiye to subah ho gayi,
Neend na aayi aankhon ko to aaj phir der ho gayi.
-on 5th May when i couldn't sleep...

No comments: