Friday, March 12, 2004

Yaadein...

Kya safar kya mausam kya saza,
Jahaan mile eeshwar woh hi asli mazaa.


Yunhi baithe rehte hein hum jis aashiyaane mein,
Aaj milon ka safar hai usse nazarein milaane mein.

Chehre pe layee muskaan aapki yaadein,
Har saans layee tufan aapki yaadein,
Dil yun hi to nahin dhadakta aise,
Har dhadkan mein samai aapki yaadein.

No comments: