Monday, September 13, 2004

Maang Liya !!

Humne dekha muskurake to haath maang liya,
Zindagi ke har safar mein humsafar bana liya,
Ab kya tohfa dein hum tumhein ye to kaho,
Yun to tumne humse umrabhar ka saath maang liya.

No comments: