Naya Saal..
Naye saal ka naya pal naye palon ki nayi khushiyan,
Waqt to beet jaata hai par badalti nahin ye duniya.
-Saagar
Gham ko itna na paas bulao ke,
Khushi tumhein door se dekhe,
Abhi waqt hai sambhal jao badme,
Shayad gham bhi na tumhein poocche.
-Saagar
No comments:
Post a Comment