Sunday, May 02, 2004

Chaahat

Har saans par mile tumhein raahat,
Dil mein basi rahe sabke liye chahat,
Pyar hai jinse na cchute uska haath,
Aur kadam kadam par ho apno ka saath,
Cchulo jo tum aasma to na bhulo zameen ko,
Khushiyaan mile itni ke baant sako sabko.

Dil toda phir ek baar to kya,
Mein khush rahun ya rahun khafa to kya,
Kise fark padta hai meri baicheni se,
Kisi din mar bhi jaoon to kya.

No comments: